Safar Ki Dua

 admin  
Safar Ki Dua Average ratng: 9,3/10 5859 votes
  1. Safar Ki Dua In English
  2. Safar Ki Dua Pdf

Sawal: Safar Par Nikalne Ki Dua Qur’an-e-Pak ki Kis Surat aur Parah Mein Se Hai? Jawab: Safar par nikalne ki dua Qur’an-e-Kareem ka Parah ‘adad 25. Jisme Surah Az-zukhruf hai. Safar ki Dua Qur’an-e-pak ki ayaat ka ek hissa hai.

Al-Qur’an ki Surah ‘adad 43, Surah Az-Zukhruf ki Ayat ‘adad 13 se 14. Jab bhi aap kisi bhi tarah ke safar par nikle. Hawaijahaz, car, motorcycle, cycle ya kisi bhi tarah ki sawari karein. Sirf 5 seconds me safar ki dua parhkar safar mein khud ko mehfooz rakhiye. Don’t Miss to Read. بِسْمِ اللهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ سُبْحَانَ الَّذِيْ سَخَّرَ لَناَ هَذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقرِنِيْنَ وإِنَّا إِلَى رَبِّناَ لمُنْقَلِبُوْنَ Bismillahi Walhamdu Lillahi Subhaanal-lazzee Sakhkhara lanaa Haaza Wama Kunna Lahu Muqrineen.

Wa Inna Ilaa Rabbina Lamun Qaliboon सफर की दुआ हिंदी में (Safar Par Nikalne ki Dua in Hindi) बिस्मिल्लाही वल्हम्दु लिल्लाहि सुब्हानल-लज़्ज़ी सख़्ख़रा लना हाज़ा वमा कुन्ना लहू मुक़रिनीन व इन्ना इला रब्बिना लमुन क़लिबून “With The Name of ALLAH, Glory be (to) the One Who(has) subjected to us this, and not we were of it capable. And indeed, we to our Lord, will surely return.” الله کے نام سے شروع, وہ ذات پاک ہے جس نے ہمارے لیے اسے مطیع کر دیا اور ہم اسے قابو میں لانے والے نہ تھے اور بےشک ہم اپنے رب کی طرف لوٹنے والے ہیں ALLAH ke naam se shuru, wo zaat paak hai jisne hamare liye ise mutee’ kar diya aur ham ise qaboo mein lane wale na the. Aur beshak ham apne rabb ki taraf lautne wale hai. सफर पर निकलने की दुआ हिंदी में तर्जुमा के साथ अल्लाह के नाम से शुरू, वह ज़ात पाक है जिसने हमारे लिए इसे मुती’ कर दिया और हम इसे क़ाबू में लाने वाले न थे और बेशक हम अपने रब्ब की तरफ लौटने वाले है Al Qur’an Para 25 Surah #43 Surah Az-Zukhruf Verse #13-14 Yahan dekhiye! Jab bhi aap safar par nikle is dua ko bas parh lijiye. Yani kisi bhi tarah ke safar par nikalne se pahle safar ki is dua ko ek bar parh lijiye.

Insha ALLAH ALLAH ki hifazat mein aap rahenge. Ek chhoti si dua hai jiski fazilat badi-badi hai. Maine is dua ko parhne ka mamool bana liya. Jab bhi car mein beth ta hu bas samne safar ki dua ka print out latka rakha hai. Bas ise parh liya karta hu. Yahan dekhiye.

Aur ab to ise dekhne ki bhi zarurat nahi hoti muh zubani ye dua yad ho chuki hai. Maine is dua ki barkat se ek dam pur sukoon safar ka ehsas kiya hai. Is bheed-baad bhare raaston par gadi me to kya paidal bhi chalna dushwar ho chala hai. Jis manzil ke liye ghar se nikle Insha ALLAH us manzil par is safar ki dua ki fazilat se zarur-zarur pahuchenge, Ameen.

Popular yaALLAH Dua Wazaif. Zaruri nahi ke aap kisi gadi ko chalayein tabhi ise parhein.

Aap agar ghar se paidal bhi nikal rahein hai to bhi safar ki dua ko kam-az-kam ek martaba zarur parh lijiyega. Bas mushkil se parhne mein 5 seconds bhi nahi lagenge aur aapki hifazat ALLAH ke hawale hogi.

Safar Mein Jane ki Sunnatain. Tanha kabhi safar nahi karein. Jahan tak ho sake to safar mein kam-az-kam do aadmi to jayein. Ye aam taur par ek shahar se dusre shahar ya gaany jane wale safar ki bat ho rahi hai. Jab aap sawari ke liye bethe chahe wo bas ho, car ho ya phir bike.

Sidha per yani dahina per pahle ‘ Bismillah Shareef‘ ke sath rakhiye. Aur jab achi tarah se beth jayein yani apni jagah bana lein to phir teen (3) martaba ‘ ALLAHU Akbar‘ (ALLAH bahut bara hai) kahiye. Thakne ki surat mein raste mein parav na dalein. Kisi bhi taur par raahgeer ko pareshani na hone paye.

Aur agar jab is safar ke dauran jab aap kisi bulandi yani chadayi par chadte ho ya aapki gadi kisi chadayi par chad rahi ho to phir teen (3) martaba ‘ ALLAHU Akbar‘ (ALLAH bahut bara hai) kahiye. Aur thik isi tarah se jab aap yani sawari ya phir aap jis gadi mein bethe hai wo nasheeb ya pastee yani dhalaan se utarne lage to bhi phir teen (3) martaba ‘ ALLAHU Akbar‘ (ALLAH bahut bara hai) kahiye. Aur jab gaanv ya shahar door se nazar aane lage ya phir aapki manzil door se dikahyi dene lage to phir teen (3) martaba “ALLAHUmma baarik lanaa feeha’ parhiye. اَللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا فِيْهَا ALLAHUmma Baarik Lanaa Feeha اے الله برکت دے ہمیں اس شہر میں Ae ALLAH Barkat de hamein is shahar mein ऐ अल्लाह बरकत दे हमें इस शहर में. Aur jab shahar ya gaanv mein dakhil hone lage to phir ye dua parhiye: اَللَّهُمَّ زُقْنَا جنة، وا حبيبنا ايلا اهليها، و حبيب ساليهي أهليها إلاينا Allahummar-Zuqna Janaha wa Habeebna Ila Ahleeha wa Habeeb Saaleehi Ahleeha Ilayna.

Let us enjoy the fruits of this city, and infuse our love into the hearts of the people of this city, and cause the love of the pious of this city in our heart” (Hassan) Safar Ki Dua in Hindi सफर पर निकलने की दुआ हिंदी में. Safar Ki Dua in Hindi-सफर की दुआ इन हिन्दी yaALLAH Dua Wazaif se Kise aur Kya Fayda Hua?.

Rasoolullah SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam ka irshad-e-mubarak hai ke jab safar ki zarurat puri ho jaye. To phir apne ghar mein laut aayein.

Bahar safar mein bila wajah thaharna acha nahi hai. Safar mein kutta saath me nahi rakhein. Aur na hi bajne wale ghunghroo. Inse safar ki barkat jati rahegi. Aur shaitan bhi peeche lag jata hai. Aur jab safar se ghar ko laut rahein ho to ghar me jane se pahle masjid mein jakar do (2) rakat namaz parh lein.

Agar safar lamba ho aur door ka ho. Aur phir safar se ghar ko laut rahein ho. To sunnat yeh hai ke achanak ghar mein dakhil nahi hona chahiye.

Balqi apne aane ki khabar karein. Aur usi waqt ghar mein nahi ayein. Balki behtar hai ke subah ghar mein jayein.

Albatta ahl-e-khana tumhare aane se aagaah ho aur unko tumhara intezaar bhi ho. Usi waqt ghar mein dakhil hone mein bhi koi harj nahi hai. Bas ke masnoon tariqon par zindagi guzar karne se deen ke saath-saath duniya mein bhi bhalayi hasil hoti hai. Aur jab safar se wapas lautein to ye dua parhiye: آيِبُنَ ، تَائِبُونَ ، عَابِدُونَ ، لِرَبِّنَا حَامِدُونَ ‘Aa-yeebuna, taa-eeboona, Aabidoona, Li Rabbina Haamidoona ‘आ-यीबूना, ता-ईबूना, आबिदूना, लि रब्बिना हामिदूना Ham ghar lautne wale hai. ALLAH ki bandgee karne wale hai. Apne Rabb ki ‘hamd karne wale hai.

ہم گھر لوٹنے والے ہے, الله کی بندگی کرنے والے ہے, اپنے رب کی حمد کرنے والے ہے We are Returners, Repenters, Worshippers and in Praise to our Lord हम लौटने वाले है। अल्लाह की बन्दगी करने वाले हैं अपने रब की हम्द करने वाले हैं। ALLAH har achanak ke haadsat aur balaon se hamein mehfooz rakhe. Aur safar mein apki hifazat ata farmaye aur ise kamyab kare, Ameen. Dua for Returning from Journey HD Image सफर से लौटने की दुआ इन हिंदी वॉलपेपर + तर्जुमा Safar ki Dua is in Which Parah of The Noble Qur’an?

The question might strike in your mind that safar ki dua or dua for travel is in which parah? Safar ki Dua is in Parah number 25 of The Noble Qur’an. Verse #13-14 of Surah Az-Zukhruf comes within para number 25.

Safar ki dua in english translation

Sunnah of Journey-Have a 100% Safe Journey Whenever you plan for a journey just follow these Sunnah to make it successful and protected. Insha ALLAH entire journey and the purpose of your journey will be accomplished. Also, make a practice of the recitation of the above dua for a traveler. Within a few days, you will definitely memorize it.

Safar Ki Dua In English

Do not travel or plan a tour alone. Try to get a company of friends and family or knowns.

This is most commonly recommended for traveling out of the town. Whenever you step into your car or a bike or whatever your vehicle is. Always step in with right leg first.

Also, recite ‘ Bismillah Shareef‘. I got my love back, read here-. Once you become comfortable after seating.

Recite three (3) times ‘ ALLAHU Akbar‘ (ALLAH is Great) first. In a situation, if you get tired do not occupy the way and create a problem for the other travelers. Meanwhile, during your journey, when you or your vehicle climbs up the height recite three (3) times ‘ ALLAHU Akbar‘ (ALLAH is Great). Similarly, during your journey, when you or your vehicle runs on the slope or a steepness recite three (3) times ‘ ALLAHU Akbar‘ (ALLAH is Great). When you start seeing the destination of your journey. For example- a village, a city or your office or anything then, recite three (3) times “ALLAHUmma baarik lanaa feeha’.

Dua

Concluding your journey or a travel when you enter the destination recite this dua “ ALLAHUMMAR -Zuqna Janaha wa Habeebna Ila Ahleeha wa Habeeb Saleehi Ahleeha Ilaina” (see the translation above). Our Beloved Prophet ﷺ says, “Whenever the need of your journey finished just return to your home. It is not good to keep traveling or been on a needless journey. Do not accompany a dog in your journey (short or long). Also, do not keep sounding bells.

This keeps blessings away. Shaitan will start following you. When you are about to return home from the journey.

Go to the mosque and offer two (2) rakah prayer. If your journey or the travel is long and far. And you are returning home, better you should do not directly enter your home. It is recommended to inform your family members before arriving. The reason behind this is, your family members can wait for you for a meal.

However, there it is allowed to return home without informing too. These are just to help you in earning rewards in this world and in the hereafter also. When you return from the journey recite this Islamic dua for the traveler: ‘Aa-eebuna, taa-eeboona, Aabidoona, Li Rabbina Haamidoona’ (see translations above).

YaALLAH Dua Wazaif se Kise aur Kya Fayda Hua? Following these Sunnah, you will be definitely secured whenever you travel.

Safar Ki Dua Pdf

May ALLAH make your journey safe and safeguarded. Assalamualikum bhai. Aap ne hamako nikah istekhara karne k liye kaha tha hum ne 7 days complete kya 1.first day ka hamako kuch yaad nhi hai 2.

Second day hum ne dream me dekha k hum aur hamari family hamare old area aur old house k pas gaye hum sab log bahut khush hai 3. Third day dekha k hamare school k HM new whilte colour ki car laye aur hum sabko sweet khilaye 4. Fourth day dekha k hamare liye usi ldka ka rishta aya jisko hum pasand karte ghar me sab log ladka ka photo dekhe ladak sab ko pasand b agaya aur hamari shadi ki rasme b chalri unhi k sath 5.Hamare school me kuch function jaisa hora pata nhi kya tha hamare pure family members b hai aur kuch dosre b hai jinko hum pahechante b nhi 6. Hum ne dekha k hamari puri family car me kahin jare 7. Bas hum hi dikhe aur kuch yaad nhi hai Bhai bataiye k hamara result positive hai ya nhi hum pahle b 4 din nikha istekhara kare they laikin jab us ladki ki engagement hogai thi aapko bataye b they aap ne mukammal karne k liye kaha tha laikin hum jisko pasand karte ab unki engagement toot b gai.

Asalam O Wailakum Friends in this video I have show 'safar ki dua' in english Dua For travelling. When you start journey you must read it for your safe journey. In the video you can also read dua e safar in roman Arabic if you can not read in Arabic you also read this dua below with meaning in urdu and english.

سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ وَإِنَّا إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ Arabic 'safar ki dua' Subha Nal Lazi Saqaralana Haaza Wama Kunna Lahu Muqrineen Wa Inna Ilaa Rabbina Lamun Qaliboon.

   Coments are closed